Free me recharge kese kare kisi bhi sim me

Aaj kal mobile ka upayag bahut hi jyada badh gaya he ham log jyadatar mobile phone ka use ek-dusare ke sath bate karane ke liye  karate he.or usi me hamare bahut se paise kharch ho jate he.

         To aj me apko bataunga ke kaise free me recharge kare fir chahe vo koy bhi company ho(idea, vodafone, Docomo,telenor, etc.)

Free me recharge karane ke liye  true balance name ka app download karana he.

Agar ap  true balance app yaha se download karoge to aap ko true banceb me Rs.10 milenge jisase aap apne phone me recharge kar sakte ho.

To true balance app download karane ke liye  yaha click kate.

True balance kaya he or isme hame paise kaise milte he?

      True balance app ek recharge app he or dusare logo ko refer karane ke ye hame ot samane wale(jinko hamane refer kiya he) dono ko 10-10rs. Dete he.

True balance install karane ke bad kya kare?

Jab aap true balance install karane ke bad use open karoge tab agar true balance ko on karane ka koy massege show hota he to aap uspe ok dabake true balance on karale.(photo niche akhir me he)

Usake bad apko true balance me ragister karane ke liye uska register form bharana he.(form ki photo niche he)

  1. Sabase pahale apna mobile number dalana he.

  2. Usje bad apko aona password dalana he.

  3. Ab 'register&get' button pe click karana he

Or lijiye ho gaya .

Apko 10rs. Mil gaye!!

Ab ek message show hoga.(uska photo niche he)

Agar apne upper se app download nahi kiya he to niche di huyi link se download kar sakate he
http://m.truebalance.in/v2/app?m=1&code=2GH3UJEM

Ab aapko aur paise chahiye to iss app ko apne dosto ke sath share kare or paisa kamaye.

Isase apko bhi fayda hoga or Aapke dosto ka bhi fayda hoga.

Ab apke pass 10rs. he to ap us paise se recharge kar sakte he.

Is app ko dosto ke sath share kaise kare? ye me aapko agali post me bataunga.

Comments


  1. hi.how are you bro
    bro mere fb id off hogye hy plzz btai kese open hoge

    jab m Facebook ko open karta ho to y aata by

    Thank you

    Unfortunately, you won't be able to access your
    account while we're reviewing these additional
    documents. We appreciate your patience, and
    we'll get back to you as soon as we can.
    Log Out
    ab serf. aap hi help kar sagti ho plzzzzzJab m

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Apne dost ki profile picture kaise download kare

Driving licence kaise nikale sirf Rs.300 me

Hide it pro(audio manager) ka lock kese tode.