Posts

Showing posts from 2016

Free me recharge kese kare kisi bhi sim me

Image
Aaj kal mobile ka upayag bahut hi jyada badh gaya he ham log jyadatar mobile phone ka use ek-dusare ke sath bate karane ke liye  karate he.or usi me hamare bahut se paise kharch ho jate he.          To aj me apko bataunga ke kaise free me recharge kare fir chahe vo koy bhi company ho(idea, vodafone, Docomo,telenor, etc.) Free me recharge karane ke liye   true balance  name ka app download karana he. Agar ap  true balance app yaha se download karoge to aap ko true banceb me Rs.10 milenge jisase aap apne phone me recharge kar sakte ho. To true balance app download karane ke liye   yaha  click kate . True balance kaya he or isme hame paise kaise milte he?       True balance app ek recharge app he or dusare logo ko refer karane ke ye hame ot samane wale(jinko hamane refer kiya he) dono ko 10-10rs. Dete he. True balance install karane ke bad kya kare ? Jab aap true balance i...

Android mobile me hidden file kaise banaye-Mihirambaliya.blogspot.com

Image
Hamare mobile me kuch chije asi hoti jo ham nahi chahte ki koy or use dekhe.usike liye hum use kahi pe chupana chahate he .to aaj hum usi ke bare me bat krenge ki hamari file ko kese chupaye. Kisi bhi chij (jese ki app,photo, video, document,text, etc.) Ko chupane ke liye hame hidden file ki jarurat hoti he. To hidden file banane ke liye niche ke step ko follow kare . 1. Sabase pahle sd card ya phone memory me jaye jaha aap hidden file bana na chahte he. 2. Fir new file creat ke option pe click kare. Click on new file 3. Abhi use file ka aap jo chahe name rakhe par yad rahe use file ke name ke aage  . (Dot yani fullstop ) hona chahiye. Name . Se start hona chahiye 4. Ab ok pe click kare Ab aap mobile ke menu button ko dabaoge to ek popup me nu khulega usme show hidden file pe click kare.usase jobhi file hide he vo dikhegi. Aur hide hidden file pe click krane se file hide ho jayegi. Agar aapko ye jankari achhi lage to ise jarur share kare