Apne dost ki profile picture kaise download kare


Apne dost ki profile picture kaise download kare

Ham sabhi jante he ki whatsapp kisiki bhi profile pic download karne ka koy bhi option nahi de par fir bhi mere pas dusro ki profile pic download karne ke 2 tarike he.


1. Sd card se


Iske liye apko pahle to jiski profile pic download karni he usko click kare jisse vo photo ekdum clean ho jayega iske bad apko
SDcard > whatsapp > profile picture me jana he vaha par apko jiski photo download karni he uske number vale photo par click kare . Lo ho gayi apke dost ki profile pic download.agar samjane me paresgani aa rahi he to mene niche screenshot dale he.


2. Screenshot


Ye tarika sabako pata hi hoga par jinhe pata nahi uske liye bata deta hu.

Sceenshot kya he?

Screenshot ek tarah ka photo hi he but isme hota ye he ki aapki screen yani display ki photo pichi jati je.
Man lo abhi aap ye post padh rahe ho or apko isme kuch achha lage ya kuchh yad rakhne ke liye aap iska screen shot le sakte ho.

Screenshot kese lete he?

Screenshot sabhi mobile me alag-alag tarike se liye jate he par jadatar     mobile me lock button+volume up dono button ek sath lagbhag 1second tak daba rakhne se screenshot kheech jata he.or gallery  me save hota he.

Aap is tarike se dost ki profile pic ka screenshot le sakte ho. Par isme photo ko crop or edit karne me time waste hota he.

Ye uper dale huye sare photo screenshot hi he.

Agar abhibhi koy problem a rahi he to aap comment kar sakte he


Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Driving licence kaise nikale sirf Rs.300 me

Hide it pro(audio manager) ka lock kese tode.